Posts

Dikhane ke liye mehenge jaanwar kharidna kesa he???

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰        *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​​​*           ​​ *📣 ​Masala no 14 📣​​​​​​​* *📜Sawal :* Dikhane ke liye mehenge jaanwar kharidna kesa he??? *✅Jawab :* Baaz log dikhane ke liye mehenge janwar kharidte hen our us ka charcha karte hen to is ke sath sawab ki ummid rakhna dhoka he. Allah ke yahan wahi amal maqbul he jo khalis allah ke liye kiya jaye..  📗(Mustafad kitabul masail 2/219) _📝Maulana Ibrahim Alyani Sb..​_ ●════════════════════● *...

Sasti qimat ki wajah se dusri jagah qurbani kara sakte hen ??

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰     *📣 ​Masala no 13 📣​​​​* 🌱🌱masaile qurbani🌱🌱 ​📜Sawal.. Sasti qimat ki wajah se dusri jagah qurbani kara sakte hen ?? ✅Jawab  : Sasti qimat ki wajah se dusri jagah qurbani karane me koi haraj nahi he..  Lekin maali ibadat me jitna zyada rupya kharch kiya jata he sawab utna hi zyada milta he...  ●════════════════════● *​Note-​​* Islamic GrouP Ke Sabhi text Msgs Ke Liye Islamic Group App Download Kre., https://play.google.com/store/apps/details?id= com.islam.group

Kisi ne apna janwar gao me bheja jahan eid ki namaz nahi hoti to kab qurbani karni hogi??

*​🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰        *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​​​​*           ​ *​📣 ​Masala no 12 📣​​​​​​​​* *📜Sawal :* Kisi ne apna janwar gao me bheja jahan eid ki namaz nahi hoti to kab qurbani karni hogi?? *✅Jawab :* Kisi sheher ke aadmi ne apna janwar dihat me rakha ho to eid ke din subah sadiq se hi qurbani durust he. Eid ki namaz ka intizar nahi kiya jayega..  📗(Mustafad  kitabul masail 2/217,218) _📝Maulana Ibrahim Alyani Sb..​_ ●══════════════════...

Agar kisi ne apni qurbani ka intizam dusre sheher me rakha he to kahan ki eid ka aetebar hoga???

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰        *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​​​*           ​​ *📣 ​Masala no 11 📣​​​​​​​* *📜Sawal :* Agar kisi ne apni qurbani ka intizam dusre sheher me rakha he to kahan ki eid ka aetebar hoga??? *✅Jawab :* Agar dusre sheher me qurbani ka intizam kiya he to jahan janwar he usi sheher ki eid ke baad qurbani sahih hogi Chahe us malik ke yaha eid na hui ho..  📝Maulana Ibrahim Alyani Sb..​ ●════════════════════● *​​​Note-​​​...

Sheher me ek jagah eid ki namaz hone se dusri jagah walo ko qurbani sahih he?? 

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰        *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​​*           ​​ *📣 ​Masala no 10 📣​​​​​​* *📜Sawal :* Sheher me ek jagah eid ki namaz hone se dusri jagah walo ko qurbani sahih he??  *✅Jawab :* Agar sheher me kisi bhi jagah eid ki namaz hogayi to pure sheher walo ke liye qurbani karna durust he...  📗(Mustafad, Kitabul masail 2/216) 📝Maulana Ibrahim Alyani Sb..​ ●════════════════════● *​​Note-​​​* Islamic GrouP Ke Sabhi text Msgs Ke Liye Is...

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

*​🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰        *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​*           *​📣 ​Masala no 9 📣​​​​​* *📜Sawal :* Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ?? *✅Jawab :* Agar eid gah me eid ki namaz hogayi our dusri masjido me baqi he to bhi qurbani durust he. . Qurbani hojayegi ..  ​📝Maulana Ibrahim Alyani Sb..​ ●════════════════════● *​​Note-*​​​ Islamic GrouP Ke Sabhi text Msgs Ke Liye Islamic Group App Download Kre., https://...

Agar eid ki namaz ke baad khutbe se pehle qurbani kare to hogi ya nahi???

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰        *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​*            *📣 ​Masala no 8 📣​​​​* *📜 Sawal :* Agar eid ki namaz ke baad khutbe se pehle qurbani kare to hogi ya nahi??? *✅ Jawab :* Eid ki namaz ke baad khutbe se pehle qurbani ki to sahih hojayegi lekin aesa karna acha nahi he. Behtar ye he ke khutbe ke baad hi qurbani ki jaye.. 📗(Kitabul masail bifaeqin yasir 2/215) _📝Maulana Ibrahim Alyani Sb.._ ●════════════════════● *​Note-​​* Islamic GrouP Ke Sabhi text Msgs Ke Liye Islamic Group App Download Kre., https...