Agar eid ki namaz ke baad khutbe se pehle qurbani kare to hogi ya nahi???

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
       *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​*
           *📣 ​Masala no 8 📣​​​​*

*📜 Sawal :* Agar eid ki namaz ke baad khutbe se pehle qurbani kare to hogi ya nahi???

*✅ Jawab :* Eid ki namaz ke baad khutbe se pehle qurbani ki to sahih hojayegi
lekin aesa karna acha nahi he. Behtar ye he ke khutbe ke baad hi qurbani ki jaye..

📗(Kitabul masail bifaeqin yasir 2/215)
_📝Maulana Ibrahim Alyani Sb.._
●════════════════════●
*​Note-​​* Islamic GrouP Ke Sabhi text Msgs Ke Liye Islamic Group App Download Kre., https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??