Qurbani na krne per kya waeed he???

*🌺 Bisillahirrahmanirraheem 🌺​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  
           *📣 Masala no  2 📣*

*📜 Sawal :* Qurbani na krne per kya waeed he???

*✅ Jawab :* Hazrat abu huraira r. Z se riwayat he ke huzur sallallahu alayhi wasallam ne irshad farmaya Jis ke paas gunjaish ho (us per qurbani wajib ho) our us ke bawjud wo qurbani na kare wo hamari eidgah ke qarib bhi na aaye (bayhaqi)

📗 Masaile qurbani 31
(Maulana rafat qasmi)
📝M ibrahim alyani       ●════════════════════●
*👥 Plz Share to others also 👥​*

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??