Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??


      🌹MASAILE RAMZAN🌹

            MAS,ALA NO..05

SAWAL,
Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??

JAWAB.
  Jab subuh sadiq ka waqt shuro ho gia to bilkul nahi kha sakte. Agar subuh sadiq shuro hone k bad bi khate rahe to roza nahi ho ga.

Sahri or iftaari ka naqsha kisi motbar idare ka hona chahey us k mutabiq 2 mint pehle hi khana pina band kr dena chahey.

📙:-Fatawa Usmani

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤

Comments