Ulti agar khud ba khud aay yani begair ikhtiyar k ulti aay to roza toot jay ga ya nahi.??

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

      🌹MASAILE RAMZAN🌹

       MAS,ALA NO..14

SAWAL,
Ulti agar khud ba khud aay yani begair ikhtiyar k ulti aay to roza toot jay ga ya nahi.??

  JAWAB.
Agar begair ikhtiyar k ulti aay yani khud ba khud aay kam ho ya zeyada to us se roza nahi toot,ta.
Chahe jitni baar bi aay.

han agar us ulti ko monh se dobara wapis nigal lia yani halq men utaar lia to us se roza toot jay ga.

📙:-Aap k masail or un ka hal

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________
 

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??