Roze ki halat men tivi pr gana ya videos ya aese  entertainment wgaira k program dekhte rehna kesa he.?? shaoqia ya aese hi time pass krne k ley.?

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  

      🌹MASAILE RAMZAN🌹

       MAS,ALA NO.20

SAWAL,
Roze ki halat men tivi pr gana ya videos ya aese  entertainment wgaira k program dekhte rehna kesa he.?? shaoqia ya aese hi time pass krne k ley.?

      JAWAB.
Najaiz Kaamo se roze ka tamam sawab or faida zae ho jata he is le allah se darte howy in tamam fazoliyat or khrafaat se bach kr rahe ta k roze ka maqsad sahi tarah se hasil ho.
tivi men aksar program gair shar,e tariqe se hote hen jin ko dekhna najaiz he or sakht gunah he.

📙:-Ap k masail or un ka hal
       &    Kutube  fiqah

           DOA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??