Kia sadqa fitr (yani fitrana) sirf roze daar ada Karen.? ya dosre log bi ada Karen jinhon ne roze nahi rakhe.??

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  

      🌹MASAILE RAMZAN🌹

       MAS,ALA NO..28

SAWAL,
Kia sadqa fitr (yani fitrana) sirf roze daar ada Karen.?
ya dosre log bi ada Karen jinhon ne roze nahi rakhe.??

    JAWAB.
🔸Jin logo ne roze nahi rakhe un pr bi sadqa fitr wajib he.agar ada na kia to gunah gaar hon g lehaza wo bi zaror ada Karen.

📙:-Kutube fiqah

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________
 

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??