Jaan boj kr ramzaan k roze na rakhne ka kia hukm he.??

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  

      🌹MASAILE RAMZAN🌹

       MAS,ALA NO..22

SAWAL,
Jaan boj kr ramzaan k roze na rakhne ka kia hukm he.??

JAWAB.
Ramzaan ka roza bila Kisi sahi uzar k (shar,e uzar k begair) na rakhna haraam he (yani shakt gunah he)
🔹Har muslmaan mard or aurat jo aaqil (yani pagal  na ho) or balig ho us pr ramzaan k roze farz hen.

Jo nabalig bache ruza rkhne ki quwat rakhte hon un se bi roze rakhwane chahey.

📙:-Aap k masail or un ka hal

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________
 

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??