Kia roza kholte waqt bi niyyat karna zarori he. Jesa k roza rakhte waqt niyyat karna zarori he.?

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰  

      🌹MASAILE RAMZAN🌹

       MAS,ALA NO..18

SAWAL,
Kia roza kholte waqt bi niyyat karna zarori he.
Jesa k roza rakhte waqt niyyat karna zarori he.?

     JAWAB.
Roza kholte waqt kholne ki niyyat krna zroori nahi
Bas thurha sa Koch kha pi lia to roza khul gia.
Albatta iftaari ki dua parhna mustahab he.

📙:-Ap k masail or un ka hal

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________

Comments