Kisi ne nafli roza rakh kr torh dia to kia us roze ki qaza krna zroori he.??

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  

      🌹MASAILE RAMZAN🌹

       MAS,ALA NO..31

SAWAL,
Kisi ne nafli roza rakh kr torh dia to kia us roze ki qaza krna zroori he.??

    JAWAB.
Agar nafli roza rakh kr torh dia to us roze ki qaza zroori he yani qaza wajib he.

( Nafli roza jab shoro kr liy to us ko pora krna wajib ho jata he.lehaza agar torh dia to us ki qaza bi krna ho gi )

📙:-AP K MASAIL OR UN K HAL

              DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________
 

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??