Aesa borha aadmi ya aesa bimaar aadmi jis men roze rakhne ki taqat na thi or us ne rozon ka fidya bi ada kr dia Phir bad men wo taqat wr ho gia to kia hukm he.??

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  

      🌹MASAILE RAMZAN🌹

       MAS,ALA NO..13

SAWAL,
Aesa borha aadmi ya aesa bimaar aadmi jis men roze rakhne ki taqat na thi or us ne rozon ka fidya bi ada kr dia
Phir bad men wo taqat wr ho gia to kia hukm he.??

  JAWAB.
🔹Jis borhe aadmi ya jis  bimaar aadmi men roze rakhne ki taqat na ho or aenda sihat yaab hone ki ummid bi na ho to wo apne rozon k badly fidya ada kr de
Agar fidya dene k bad wo borha aadmi ya wo bimaar aadmi taqat wr yani sihat mand ho gia to us pr roze rakhna bi lazmi he.

📙:-Fatawa Usmani

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________

Comments