Ramzaan k roze kisi dosre aadmi ki taraf se bi rakh sakte hen ya nahi.? 🔹Jase beta baap k roze.?

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  

      🌹MASAILE RAMZAN🌹

       MAS,ALA NO..23

SAWAL,
Ramzaan k roze kisi dosre aadmi ki taraf se bi rakh sakte hen ya nahi.?
🔹Jase beta baap k roze.?
     Ya Bivi khavind k roze .?

JAWAB.
🔸Ramzaan k roze kisi dosre ki taraf se na rakh sakte hen or (na rakhwa sakte hen)
( Balkih jis aadmi par roze farz hen us k liy zarori he k wo khud hi roze rakhe)

Ramzaan ka roza bila Kisi sahi uzar k yani shar,e uzar k begair na rakhna haraam he (shakt gunah he)

📙:-Aap k masail or un ka hal

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________
 

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??