Ramzaan k mahine men ramzaan k roze k ilawa kisi dosre roze ki niyyat kare to kia hukm he..?? Jase nafli roza nazar ka roza wgaira.?


      🌹MASAILE RAMZAN🌹

            MAS,ALA NO..04

SAWAL,
Ramzaan k mahine men ramzaan k roze k ilawa kisi dosre roze ki niyyat kare to kia hukm he..??
Jase nafli roza nazar ka roza wgaira.?

JAWAB.

Ramzaan k mahine men nafli roze ya nazar k roze wgaira ki niyyat kare to us niyyat se nafli roza ya nazar ka roza nahi ho ga.
Balkih ramzaan k usi din ka roza ada ho jay ga.

📙:-Taleemul Islaam

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤

Comments