wo kon si cheezen hen jin se roza toot jata he or roze ki sirf qaza wajib hoti he kaffara wajib nahi hota.?


      🌹MASAILE RAMZAN🌹

            MAS,ALA NO..06

SAWAL,
wo kon si cheezen hen jin se roza toot jata he or roze ki sirf qaza wajib hoti he kaffara wajib nahi hota.?

     JAWAB.
Bhol kr kuch kha pi lia or ye samja k roza toot gia phir jan boj kr khaya pia.
ye samj kar k abi subuh sadiq nahi hoi kuch kha pi lia phir malom howa k subuh sadiq ho chuki thi.
Kaan ya naak men dawai dali.
Roza yaad tha or kuli krte waqt bila erada pani halq men chala gia.
jan booj kr monh  bhar k qai kr dali.
Pathar ka tukrha ya matti ya kaagz ka tukrha jan booj kr kha lia.

Part No (1)

📙:-Kutube Fiqah

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤

Comments