Kia sadqa fitr (fatrana) sirf gandum k hisaab se hi dena chahey ya .?? Jase aaj kal Ameer,Gareeb sab gandum se hi ada kar dete  hen.?

🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  

      🌹MASAILE RAMZAN🌹

       MAS,ALA NO..29

SAWAL,
Kia sadqa fitr (fatrana) sirf gandum k hisaab se hi dena chahey ya .??
Jase aaj kal Ameer,Gareeb sab gandum se hi ada kar dete  hen.?

    JAWAB.
🔹Ahadees paak men sadqa fitr ki adaige k liy 4 cheezon ka zikr he.1.gandum 2,jo 3.kishmish 4.khajoor)

Gandum nisf saa yani pone do ser. ya us ki qeemat.

kishmish ya khajor ya jo ka ek saa yani sarhe teen ser. ya us ki qeemat .

Har muslmaan ko chahey k jese wo apni zarorat ki cheezen qeemti or achi kharidta he isi tarah wo apni maali haisiyyat k mutabiq Allah ki rah men bi dil khol kr kharch kare. phir ye sab maal to Allah hi ka dia howa he.
Or ramzaan men sadqa khairaat ka ajar bi kai guna zeyada milta he.

Lehaza Ameer admi ko khajoor ya kishmish ki qeemat ada krni chahey.

     DUA FOR
✏ⓂMaulana Shahzad
__________________________________

Comments