agar koi qurbani na kare us ke badle qimat sadqa karde to durust he?  Ya qurbani hi zaruri he??? 

*​🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
       *📣 ​Masala no  5 📣​*
🌺🌺 Masaaile qurbai🌺🌺

*​📜Sawal: .. agar koi qurbani na kare us ke badle qimat sadqa karde to durust he?  Ya qurbani hi zaruri he??? 

✅Jawab : (qurbani wakib ho to) qurbani ke dino me qurbani hi zaruri he qimat kafi nahi..

Haa agar kisi wajah se un dino me qurbani nahi kar paya our din guzar gaye  to phir qimat ka sadqa zaruri he ..
(Fatawa mahmudiya jadid bi farq 17/310)
●════════════════════●
   ​👥 Plz Share to others also 👥​

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??