Ghar ke ek aadmi ki taraf se qurbani kare to sab ki ada hojayegi yaa nahi??

*​​🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
       *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​*
           *📣 ​Masala no 6 📣​​*

*​​📜Sawal :* Ghar ke ek aadmi ki taraf se qurbani kare to sab ki ada hojayegi yaa nahi??

*✅Jawab :* Jis ke zimme qurbani wajib he wo apni taraf se qurbani kare..

Ye samajhna ke ek bakra qurbani kardene se pure ghar ka wajib ada hojayega sahih nahi..!!!

📗(Fatawa mahmudiya bi farq 17/312)

📝Maulana Ibrahim Alyani Sb..
●════════════════════●
*⚠Note-* Islamic GrouP Ke Sabhi text Msgs Ke Liye Islamic Group App Download Kre., https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??