Qurbani ka waqt kab se shuru hota he ?

*​​​🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
       *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​*
           *📣 ​Masala no 7 📣​​​*

*​​​📜 Sawal :* Qurbani ka waqt kab se shuru hota he ?

*​✅ Jawab :* Qurbani ka asl waqt 10 zilhaj ki subah sadiq se shuru hokar 12 zilhaj ke suraj ke gurub hone tak rehta he

Albatta jahan eid ki namaz hoti he (jese sheher ,bada gao)  waha eid ki namaz ke baad qurbani sahih hogi (us se pehle nahi)
our jaha eid ki namaz na hoti ho jese dihat,chhota gao waha subah sadiq ke baad qurbani sahih he..

📝Maulana Ibrahim Alyani Sb.
●════════════════════●
*Note-​* Islamic GrouP Ke Sabhi text Msgs Ke Liye Islamic Group App Download Kre., https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group

Comments

Post a Comment