Posts

Shawwaal Ke 6 Roze

🥀🌹🥀🌹🥀🌹🥀🌹🥀🌹                 *💈​ Mas'alah 💈​* Shawwaal Ke 6 Roze Ek Saath Rakhe Yaa Alag Alag Rakhe, Eid Ke Dusre Din Se Rakhe Yaa Poore Shawaal Me Kabhi Bhi Kisi Bhi Tarah Rakhe, Tamaam Soortein Sahi Hain.        📓 [Shaami: J.3, S:422] 🥀🌹🥀🌹🥀🌹🥀🌹🥀🌹

Qurbaani Ke Masail

✯✰✮       ✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦          *Bismillahirrahmanirrahim*       ✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦        *✿  Qurbaani ka tareeqa  ✿* ✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾ ​​​❧ Qurbaani karne ka tareeqa yeh...

JUMA KO NAAKHUN KAATNA

💌💌💌💌💌 🌻    JUMA     🌻 🍀      KO       🍀 ♦NAAKHUN ♦ 💢  KAATNA   💢 💌💌💌💌💌 Hazrat ibney Abbas (rd.) se marvi he : Juma ke din naakhun kaatna shifa ka baais he aur bimari ko dur bhagaata he. 🔹🔹🔹🔹🔹 KNZUL OMMAL -17258 💌💌💌💌💌 Hazrat Aaisha (rd.) se marvi he ke jis ne Juma ke din naakhun kaatey wo aaindah Juma tak na'gawaar haalat se mahfuz rakha jaeyga. 🔹🔹🔹🔹🔹 KNZUL OMMAL -17241 💌💌💌💌💌 Hazrat Jabir (rd.) se marvi he ke apney khoon, baalon aur naakhuno ko dafan kardo taaki jaadu karney wala uus se na kheilein. 🔹🔹🔹...

Dikhane ke liye mehenge jaanwar kharidna kesa he???

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰        *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​​​*           ​​ *📣 ​Masala no 14 📣​​​​​​​* *📜Sawal :* Dikhane ke liye mehenge jaanwar kharidna kesa he??? *✅Jawab :* Baaz log dikhane ke liye mehenge janwar kharidte hen our us ka charcha karte hen to is ke sath sawab ki ummid rakhna dhoka he. Allah ke yahan wahi amal maqbul he jo khalis allah ke liye kiya jaye..  📗(Mustafad kitabul masail 2/219) _📝Maulana Ibrahim Alyani Sb..​_ ●════════════════════● *...

Sasti qimat ki wajah se dusri jagah qurbani kara sakte hen ??

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰     *📣 ​Masala no 13 📣​​​​* 🌱🌱masaile qurbani🌱🌱 ​📜Sawal.. Sasti qimat ki wajah se dusri jagah qurbani kara sakte hen ?? ✅Jawab  : Sasti qimat ki wajah se dusri jagah qurbani karane me koi haraj nahi he..  Lekin maali ibadat me jitna zyada rupya kharch kiya jata he sawab utna hi zyada milta he...  ●════════════════════● *​Note-​​* Islamic GrouP Ke Sabhi text Msgs Ke Liye Islamic Group App Download Kre., https://play.google.com/store/apps/details?id= com.islam.group

Kisi ne apna janwar gao me bheja jahan eid ki namaz nahi hoti to kab qurbani karni hogi??

*​🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰        *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​​​​*           ​ *​📣 ​Masala no 12 📣​​​​​​​​* *📜Sawal :* Kisi ne apna janwar gao me bheja jahan eid ki namaz nahi hoti to kab qurbani karni hogi?? *✅Jawab :* Kisi sheher ke aadmi ne apna janwar dihat me rakha ho to eid ke din subah sadiq se hi qurbani durust he. Eid ki namaz ka intizar nahi kiya jayega..  📗(Mustafad  kitabul masail 2/217,218) _📝Maulana Ibrahim Alyani Sb..​_ ●══════════════════...

Agar kisi ne apni qurbani ka intizam dusre sheher me rakha he to kahan ki eid ka aetebar hoga???

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​* 〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰        *🌺 Masaaile Qurbani 🌺​​​​​​*           ​​ *📣 ​Masala no 11 📣​​​​​​​* *📜Sawal :* Agar kisi ne apni qurbani ka intizam dusre sheher me rakha he to kahan ki eid ka aetebar hoga??? *✅Jawab :* Agar dusre sheher me qurbani ka intizam kiya he to jahan janwar he usi sheher ki eid ke baad qurbani sahih hogi Chahe us malik ke yaha eid na hui ho..  📝Maulana Ibrahim Alyani Sb..​ ●════════════════════● *​​​Note-​​​...