✦ SAAL GIRAH -BIRTHDAY  ✦ Part_1

★☆★
   ▁▁▁▁▁▂▂▃▃▄▄︻▄▄▃▃▂▂▁▁
     βίşмίĻĻάhίʀʀάhмάήίʀʀάhέέм
      ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔

     ✦ SAAL GIRAH -BIRTHDAY  ✦

               ⊙  PART - 01 ⊙

✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰

★ Saalgirah manane ki Rasm Angrezo ki ijaad he aur gair sharai, najaa'iz he,

★ Saalgirah manana najaa'iz he isliye is fizool kaam me shirkat bhi fizool he,

★ Tohfa dena ek achchhi baat he lekin Saalgirah ki bina per dena Bid'at he,

★ Agar koi Saalgirah me dawat de to samjhaish ke saath inkaar karna behtar he,

⇨ inkaar karna ajeeb lagta he kyuki dilo dimag me angreziyat ras bas gayi he, islam aur islami tehzeeb nikal chuki he,

★ isi tarah naye saal ki aamad ki khushi manayi jati he, ye bhi angrezo ki rasm he, musalman jahalat ki vajah se manate hai,

📓 Aapke masail aur unka Hal,,
      📃Jild-8, Safa-127

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??