Posts

Showing posts from February, 2016

🔶Jism k jin hisson ko wuzu men dhuna farz he agar un par kisi jagah paint( rang) lag jay to begair saaf kiey wuzu sahi ho jay ga ya nahi.?

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸 🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟 💢MASAILE WUZU 💢MASLA NO 3⃣7⃣ 🔴SAWAL🔴 🔶Jism k jin hisson ko wuzu men dhuna farz he agar un par kisi jagah paint( rang) lag jay to begair saaf kiey wuzu sahi ho jay ga ya nahi.? 🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳 🔵JAWAB🔵 🔷wuzu men jin aaza ko dhuna farz he agar un pr kahen koi aysi cheez lag jay Jo pani ko jism pr puhchne se rukti ho to us  ko saaf key begair wuzu nahi ho ga. agarche mamoli si hi lagi ho 🔹Jase Paint ,nail polish or kai tarah k glue wgaira.              📓Ahsanul Fatawa📓 🔜➖➖➖➖➖➖➖➖➖🔜

🔶Asar k waqt kisi aadmi ka khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha. to us ne makroh waqt se pehle namaz bi parh li.

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸 🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟 💢MASAILE WUZU 💢MASLA NO 3⃣6⃣ 🔴SAWAL🔴 🔶Asar k waqt kisi aadmi ka khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha. to us ne makroh waqt se pehle namaz bi parh li. phir magrib se 15 mint pehle khon ruk gia to kia hukm he.? 🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳 🔵JAWAB🔵 🔷Ye aadmi dubara wuzu kare or namaz bi dubara parhe. (kion k is ka uzar khatm ho gia he or is k pas namaz dubara parhne ka waqt abhi baqi he) not:-ye aadmi mazoor k hukm men nahi. Mazoor ka hukm alag he.            📓Ahsanul fatawa📓 ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

🔶Agar kisi aadmi k asar ki namaz k waqt khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha bilkul rukata nahi to us k wuzu ki kia Surat ho gi.?

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸 🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟 💢MASAILE WUZU 💢MASLA NO 3⃣5⃣ 🔴SAWAL🔴 🔶Agar kisi aadmi k asar ki namaz k waqt khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha bilkul rukata nahi to us k wuzu ki kia Surat ho gi.? 🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳 🔵JAWAB🔵 🔷Aesa aadmi asar ka makroh waqt shuro hone se thora pehle jab sirf itna waqt baqi ho k wuzu kr k farz namaz ada kr sakta ho tab wuzu kr k namaz parhe. yani makroh waqt shuro hone se pehle pehle mazeed tafseel aainda bayan ho gi…… not:-ye aadmi mazoor k hukm men nahi. Mazoor ka hukm alag he.                📓Behishti zewar📓 ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

🔶Agar kisi aadmi k zohar ki aazan k bad khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha to us k wuzu ki kia Surat ho gi.?

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸 🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟 💢MASAILE WUZU 💢MASLA NO 3⃣4⃣ 🔴SAWAL🔴 🔶Agar kisi aadmi k zohar ki aazan k bad khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha to us k wuzu ki kia Surat ho gi.? 🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹 🔵JAWAB🔵 🔷Aesa aadmi zohar k akhri waqt tak intezar kre. Jab sirf itna waqt baqi ho k wuzu kr k farz namaz ada kr sakta ho tab wuzu kr k namaz parhe. 🔷Or agar asar k waqt men khon nikalna band ho gia agarche asar ka time 10 ment hi baqi ho to is Surat men us ko zuhar ki namaz dubara parhna ho gi.? not:-ye aadmi mazoor k hukm men nahi. Mazoor ka hukm alag he.              📓Behishti zewar📓 🔺🔻🔺🔻🔺🔻🔺🔻🔺🔻🔺

🔶Agar kisi shakhs ka wuzu toot gia phir kuch deer bad namaz k waqt us ko shak howa k us ne wuzu dubara kr lia tha magar us ko yaqeen nahi to is ka kia hukm he.?

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸 🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟 💢MASAILE WUZU 💢MASLA NO 3⃣3⃣ 🔴SAWAL🔴 🔶Agar kisi shakhs ka wuzu toot gia phir kuch deer bad namaz k waqt us ko shak howa k us ne wuzu dubara kr lia tha magar us ko yaqeen nahi to is ka kia hukm he.? 🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳 🔵JAWAB🔵 🔷is shakhs k liy wuzu dubara krna zarori he            or shak ka koi etbar nahi              📓Ahsanul Fatawa📓 ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

🔶kisi aadmi ne wuzu kia phir kuch der bad namaz k waqt usy shak howa k us ka wuzu baqi he ya nahi to us ka kia hukm he.?

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸 🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟 💢MASAILE WUZU 💢MASLA NO 3⃣2⃣ 🔴SAWAL🔴 🔶kisi aadmi ne wuzu kia phir kuch der bad namaz k waqt usy shak howa k us ka wuzu baqi he ya nahi to us ka kia hukm he.? 🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳 🔵JAWAB🔵 🔷Agar sirf shak howa to hukm ye he k us ka wuzu baqi he or shak ka koi etbar nahi. (Etminan k ley wuzu kr le to ach) or agar galib guman ho k us ka wuzu toot gia to wuzu dubara kre.                📓kutube fiqah📓 ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖