🔶Agar kisi aadmi k zohar ki aazan k bad khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha to us k wuzu ki kia Surat ho gi.?

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟
💢MASAILE WUZU
💢MASLA NO 3⃣4⃣

🔴SAWAL🔴

🔶Agar kisi aadmi k zohar ki aazan k bad khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha to us k wuzu ki kia Surat ho gi.?
🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹
🔵JAWAB🔵

🔷Aesa aadmi zohar k akhri waqt tak intezar kre.
Jab sirf itna waqt baqi ho k wuzu kr k farz namaz ada kr sakta ho tab wuzu kr k namaz parhe.

🔷Or agar asar k waqt men khon nikalna band ho gia agarche asar ka time 10 ment hi baqi ho to is Surat men us ko zuhar ki namaz dubara parhna ho gi.?

not:-ye aadmi mazoor k hukm men nahi.
Mazoor ka hukm alag he.

             📓Behishti zewar📓
🔺🔻🔺🔻🔺🔻🔺🔻🔺🔻🔺

Comments