🔶Jism k jin hisson ko wuzu men dhuna farz he agar un par kisi jagah paint( rang) lag jay to begair saaf kiey wuzu sahi ho jay ga ya nahi.?

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟
💢MASAILE WUZU
💢MASLA NO 3⃣7⃣

🔴SAWAL🔴

🔶Jism k jin hisson ko wuzu men dhuna farz he agar un par kisi jagah paint( rang) lag jay to begair saaf kiey wuzu sahi ho jay ga ya nahi.?
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵

🔷wuzu men jin aaza ko dhuna farz he agar un pr kahen koi aysi cheez lag jay Jo pani ko jism pr puhchne se rukti ho to us  ko saaf key begair wuzu nahi ho ga.
agarche mamoli si hi lagi ho

🔹Jase
Paint ,nail polish or kai tarah k glue wgaira.

             📓Ahsanul Fatawa📓
🔜➖➖➖➖➖➖➖➖➖🔜

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??