🔶Agar kisi aadmi k asar ki namaz k waqt khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha bilkul rukata nahi to us k wuzu ki kia Surat ho gi.?

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟
💢MASAILE WUZU
💢MASLA NO 3⃣5⃣

🔴SAWAL🔴

🔶Agar kisi aadmi k asar ki namaz k waqt khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha bilkul rukata nahi to us k wuzu ki kia Surat ho gi.?
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵

🔷Aesa aadmi asar ka makroh waqt shuro hone se thora pehle jab sirf itna waqt baqi ho k wuzu kr k farz namaz ada kr sakta ho tab wuzu kr k namaz parhe.
yani makroh waqt shuro hone se pehle pehle

mazeed tafseel aainda bayan ho gi……

not:-ye aadmi mazoor k hukm men nahi.
Mazoor ka hukm alag he.

               📓Behishti zewar📓
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

Comments