🔶Asar k waqt kisi aadmi ka khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha. to us ne makroh waqt se pehle namaz bi parh li.

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟
💢MASAILE WUZU
💢MASLA NO 3⃣6⃣

🔴SAWAL🔴

🔶Asar k waqt kisi aadmi ka khoon niklna shoru howa or musalsal behta raha.
to us ne makroh waqt se pehle namaz bi parh li.
phir magrib se 15 mint pehle khon ruk gia to kia hukm he.?
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵

🔷Ye aadmi dubara wuzu kare or namaz bi dubara parhe.
(kion k is ka uzar khatm ho gia he or is k pas namaz dubara parhne ka waqt abhi baqi he)

not:-ye aadmi mazoor k hukm men nahi.
Mazoor ka hukm alag he.

           📓Ahsanul fatawa📓
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

Comments