Qurbaani Part-04

✯✰✮

      ✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦
         *Bismillahirrahmanirrahim*
      ✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦

                *❖  Qurbaani  ❖*

                 *❂  Part - 04  ❂*
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

*✿ Qurbaani kis par waajib hai?*

*❧ Tambeeh:* Baaz log qurbaani ko haj ki tarah samajh kar umr mein ek dafa kar lene ko kaafi samajhte hain, yeh badi galti hai. Har maalike nisaab par har saal qurbaani zaroori hai.

*❧ Masla:* Ek ghar mein jitne afraad saahabe nisaab hon, un sab par alaaheda alaaheda qurbaani waajib hogi, ek qurbaani ghar ke tamaam afraad ki taraf se kaafi nahin hogi.

📓 [Shaami: 26/214, Kitaabul Uzhiyyati]

*❧ Masla:* Kisi shakhs par qurbaani waajib thi aur us ne qurbaani nahin ki aur qurbaani ke teenon din guzar gaye, to us par ek bakra ya us ki qeemat sadqa karna waajib hai aur agar jaanwar khareed liya tha aur 3 dinon mein qurbaani nahin ki thi, to usi jaanwar ko sadqa karde.

📓 [Shaami: 26/236, Kitaabul Uzhiyyati]

  [[..Next - 05, Soon insha Allah..]]

   ✍🏻 Ref: Deeniyat Course book

   *Download App*​​​​​​​​​​ goo.gl/SB46QM
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Comments