Qurbani Part-05
✯✰✮
✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦
*Bismillahirrahmanirrahim*
✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦
*❖ Qurbaani ❖*
*❂ Part - 05 ❂*
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾
*✿ Qurbaani ke jaanwar ✿*
*1. Bade Jaanwar:* 1) Oont, oontni kam az kam 5 saal ke hon. 2) Gaaye, bail, bhains kam az kam 2 saal ke hon. Bade jaanwar ki qurbaani mein ziyaada se ziyaada 7 aadmi shareek ho sakte hain.
📓 [Shaami: 26/221,241, Kitaabul Uzhiyyati]
*2. Chhote jaanwar:* Dumba, bakra, bakri ya bhed, kam az kam ek saal ka hona chaahiye. Albatta 6 maheene ka dumba ya bhed itna mota taaza ho ke saal bhar ka maaloom hota ho, to aisi soorat mein us ki qurbaani durust hai. Chhote jaanwar ki qurbaani ek hi aadmi ki taraf se hoti hai.
📓 [Shaami: 26/241, Kitaabul Uzhiyyati]
*❧ Masla:* Qurbaani ka jaanwar umda, mota aur tandrust ho, us mein aib na ho. jitna achchha aur jitna qeemti hoga utna ziyaada sawaab milega.
📓 [Shaami: 26/281, Kitaabul Uzhiyyati]
[[..Next - 06, Soon insha Allah..]]
✍🏻 Ref: Deeniyat Course book
*Download App* goo.gl/SB46QM
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾
Comments
Post a Comment