Masla Qurbani (Part-11)

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
      *🌺 Masaail e Qurbaani 🌺​​​​​​*
  
           *📣 Masala no. 11 📣*

*📜 Sawal :* Agar Kisi ne Apni Qurbani ka Intizam Dusre Sheher mein rakha hai to kahan ki Eid ka Aetebar hoga?

*✅ Jawab :* Agar Dusre Sheher mein Qurbani ka Intizam kiya hai to Jahan Janwar hai Usi Sheher ki Eid ke Baad Qurbani Sahih Hogi, Chahe us Malik ke Yaha Eid na hui ho.

_📝 Maulana Ibrahim Alyani Sb..​_

*​📲Download App:​​* goo.gl/wqABfs
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??