Masla Qurbani (Part-12)

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
      *🌺 Masaail e Qurbaani 🌺​​​​​​*
  
           *📣 Masala no. 12 📣*

*📜 Sawal :* Dikhane ke liye Mehenge Jaanwar Kharidna kaisa Hai?

*✅ Jawab :* Baaz Log Dikhane ke Liye Mehenge Janwar kharidte hai Aur Us ka Charcha karte hai to Is ke Sath Sawab ki Ummid Rakhna Dhoka hai. Allah ke yahan wahi Amal Maqbul hai jo Khalis Allah ke Liye kiya Jaye..

📗 (Mustafad Kitabul Masail 2/219)

_📝 Maulana Ibrahim Alyani Sb..​_

*​📲Download App:​​* goo.gl/wqABfs
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??