Masla Qurbani (Part-10)

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
      *🌺 Masaail e Qurbaani 🌺​​​​​​*
  
           *📣 Masala no. 10 📣*

*📜 Sawal :* Sheher Mein Ek Jagah Eid ki Namaz hone se dusri Jagah walo ko Qurbani Sahih hai?

*✅ Jawab :* Agar Sheher Mein Kisi bhi Jagah Eid ki Namaz ho Gayi to Pure Sheher Walo ke Liye Qurbani Karna Durust hai. 

📗 (Mustafad, Kitabul Masail 2/216)

_📝 Maulana Ibrahim Alyani Sb..​_

*​📲Download App:​​* goo.gl/wqABfs
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??