Masla Qurbani (Part-05)

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
      *🌺 Masaail e Qurbaani 🌺​​​​​​*
  
           *📣 Masala no. 5 📣*

*​📜 Sawal :* Agar Koi Qurbani na kare us ke badle Qimat Sadqa karde to durust hai? Ya Qurbani hi zaruri hai?

*✅ Jawab :* (Qurbani wazib ho to) Qurbani ke dino me Qurbani hi Zaruri hai Qimat kafi nahi..
Haa Agar kisi Wajah se un dino me Qurbani nahi kar paya Aur din guzar gaye to phir Qimat ka Sadqa Zaruri hai..

📔 (Fatawa Mahmudiya Jadid bi farq 17/310)

_📝 Maulana Ibrahim Alyani Sb..​_

*​📲Download App:​​* goo.gl/wqABfs
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

Comments