Qurbaani(Part-08)

✯✰✮

      ✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦
         *Bismillahirrahmanirrahim*
      ✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦

                *❖  Qurbaani  ❖*

                 *❂  Part - 08  ❂*
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

       *✿  Qurbaani ka tareeqa  ✿*

​​​❧ Behtar yeh hai ke apni qurbaani ka jaanwar apne haath se zabah kare, agar khud na kar sake to doosre se zabah karaaye aur khud saamne khada rahe.

📓 [Shaami: 26/260, Kitaabul Uzhiyyati]

*​​​❧ Masla:* Jaanwar ki gardan mein 4 ragein hoti hain: Ek giza ke liye, Ek saans ke liye aur 2 khoon ke liye, in mein se 3 ka kat jaana zaroori hai, agar sirf 2 kateen to yeh jaanwar murdaar hoga.

📓 [Shaami: 26/151, Kitaabuz Zabaaeh]

*​​​❧ Masla:* Jaanwar zabah karne ke baad jab tak jaan poori tarah nikal na jaaye aur izteraabi kaifiyat khatm na hojaaye, us waqt tak chamde ka chheelna, gardan ka alag karna ya jism ke kisi hisse ka kaatna makrooh hai.

📓 [Shaami: 26/156, Kitaabuz Zabaaeh]

  [[..Next - 09, Soon insha Allah..]]

   ✍🏻 Ref: Deeniyat Course book

   *Download App*​​​​​​​​​​ goo.gl/wqABfs
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Comments