Qurbaani(Part-10)
✯✰✮
✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦
*Bismillahirrahmanirrahim*
✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦
*❖ Qurbaani ❖*
*❂ Part - 10 ❂*
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾
*✿ Qurbaani ki khaal ✿*
*1.* Qurbaani ki khaal ka hukm wahi hai jo qurbaani ke gosht ka hai. Lekin agar khaal bech di to us ki qeemat gareeb ko sadqa kar dena waajib hai.
📓 [Albahrur Raaiq: 8/203, Kitaabul Uzhiyyati, Shaami: 26/264, Kitaabul Uzhiyyati]
*2.* Qurbaani ki khaal aur us ka gosht qasaai ya kisi aur ko ujrat mein dena jaaiz nahin hai.
📓 [Shaami: 26/248, 249, Kitaabul Uzhiyyati]
✍🏻 Ref: Deeniyat Course book
*Download App* goo.gl/wqABfs
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾
Comments
Post a Comment