Qurbaani(Part-09)

✯✰✮

      ✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦
         *Bismillahirrahmanirrahim*
      ✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦

                *❖  Qurbaani  ❖*

                 *❂  Part - 09  ❂*
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

        *✿  Qurbaani ka gosht  ✿*

​​​❧ Behtar yeh hai ke qurbaani ke gosht ke 3 hisse kare, ek hissa ghar ke liye rakhe, ek hissa gareebon par sadqa kare aur ek hissa rishtedaaron mein taqseem kare.

📓 [Shaami: 26/262, Kitaabul Uzhiyyati]

*​​​​❧ Masla:* Qurbaani ka gosht gair muslimon ko bhi dena jaaiz hai.

📓 [Fataawa Mehmoodiya Jadeed: 17/434]

*​​​​❧ Masla:* Agar mayyit ki taraf se nafli qurbaani ki to us ka bhi yahi hukm hai, lekin agar mayyit ki wasiyyat par us ke maal se qurbaani ki hai, to us ke tamaam gosht ka sadqa karna waajib hai.

📓 [Shaami: 26/257, Kitaabul Uzhiyyati]

  [[..Next - 10, Soon insha Allah..]]

   ✍🏻 Ref: Deeniyat Course book

   *Download App*​​​​​​​​​​ goo.gl/wqABfs
✾••••••••••••••••✾✽✾••••••••••••••••✾

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??