🔶Agar kisi aadmi ka wuzu kisi bimari ki wajah se bar bar totta ho to kis waqt wo mazoor kehlay ga.? Yani us k ley wuzu men takhfeef kab shuro ho gi. or kab tak rahe gi.?

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟
💢MASAILE WUZU
💢MASLA NO 3⃣9⃣

🔴SAWAL🔴

🔶Agar kisi aadmi ka wuzu kisi bimari ki wajah se bar bar totta ho to kis waqt wo mazoor kehlay ga.?
Yani us k ley wuzu men takhfeef kab shuro ho gi.
or kab tak rahe gi.?
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵

🔷Agar kisi ko khoon ,peep ya peshab ya hawa wgaira ki koi bemari ho.

or ek namaz k pore waqt men jase
(zuhar se asar tk pora waqt)
wohi uzar itni zeyada baar pesh aaya Kih us ko itna waqt bi nahi mila kih mukhtsar sa wuzu kr k namaz k farz ada kr sake.
To wo aadmi mazoor he.
Phir wohi uzar har namaz k pore waqt k andar ek dafa bi pesh aaya to wo mazoor k hukm men hi rahe ga.

or jis  namaz k pore waqt k andar wo uzar ek dafa bi pesh na  aaya to us waqt se wo aadmi mazoor k hukm men nahi rahe ga.

Agar us bimari wale uzar k elawa koi or wuzu turhne wali baat pesh aa gai to us se wuzu toot jay ga.

Not. Mazoor ka hukm aainda bayan ho ga.

            📓Ahkaamo Masail📓
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

Comments