🔶Mazoor aadmi ka uzar (yani bimari)magrib se chand ment pehle khatm
🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫
💢MASAILE WAZU
💢 WUZU MAS,ALA NO 4⃣8⃣
🔴SAWAL🔴
🔶Mazoor aadmi ka uzar (yani bimari)magrib se chand ment pehle khatm ho gea or phir magribse Esha tak bi sahi raha to ab wo mazoor k hukm men he ya nahi.?
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵
🔷Agar mazoor aadmi ka uzar khatm ho gia or eknamaz ka pora waqt sahi guzar gia Jase magrib se Esha tak k pore waqt men uzar peshnahi aya to ab wo mazoor k hukm men nahi.Us ko sehat mand aadmi ki tarah har dafa wuzu karna pare ga.
Note:Mazoor kis ko kehte hen. is ki Tafseel sawal no.39 men dekh lejey.:-
📓Ahkaamo Masail📓
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
Comments
Post a Comment