🔶Agar danton men koi cheez phansi hoi ho to usko nikale begair gusl shai ho jay ga ya nahi.??

💠Bismilla hirrahma nirraheem💠
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟
               💢MASAIL GUSL💢
               💢MAS,ALA NO..14
                      🔴SAWAL🔴

🔶Agar danton men koi cheez phansi hoi ho to usko nikale begair gusl shai ho jay ga ya nahi.??
💫⚡💫⚡💫⚡💫⚡💫⚡💫
                      🔵JAWAB🔵

🔷Agar danton men koi aesi cheez phansi ho jis ki wajah se daant pori tarah nahi dhul pate to us cheez ka nikaalna zarori he.Or agar wo cheez moshaqat k begair nahi nikal sakti to nikaalna zarori nahi.or agar wo cheez aesi ho Jo asaani se nikl sakti ho or danton k dhulne men rukawat bi na ho to us ko nikalna behtar he

🌸Aap k masail or un ka hal
                             & Akaamo Masail📓
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??