🔶Mazoor aadmi ne magrib ki namaz k waqt men wuzu kea or namaz parh li.

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟
💢MASAILE   WUZU
💢MAS,ALA NO 4⃣2⃣

🔴SAWAL🔴

🔶Mazoor aadmi ne magrib ki namaz k waqt men wuzu kea or namaz parh li.
Phir jab Esha ka waqt shuro howa to Kia usi wuzu se Esha ki namaz bi parh sakta he ya nahi.??
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵

🔷Nahi parh sakta.
Mazoor aadmi jis namaz k waqt men bi wuzu kare to us namaz ka waqt khatm hote hi us ka wuzu bi toot jay ga.
Jase magrib ka waqt shuro hone pr wuzu kea to magrib ka waqt khatm hote hi us ka wuzu bi toot jay ga.

Note:Mazoor kis ko kehte hen. is ki Tafseel sawal no.39 men dekh lejey.

             📓Ahkaamo Masail📓
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

Comments