🔶Agar kisi aadmi ne gusl karte waqt wuzu ki niyyat bi nahi ki or na hi alag se wuzu kia to kiaus ka wuzu ho gia ya nahi.??

🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫
💢MASAILE   WUZU
💢MAS,ALA NO 5⃣1⃣

🔴 SAWAL🔴

🔶Agar kisi aadmi ne gusl karte waqt wuzu ki niyyat bi nahi ki or na hi alag se wuzu kia to kiaus ka wuzu ho gia ya nahi.??
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵

🔷jab gusl kr lea to wuzu khud ba khud ho gia yani alag se wuzu karna wajib nahi.Agar gusl men wuzu ki  niyyat nahi ki tab bi wuzu ho gia.

Faida:-wuzu k ley niyyat sunnat he or is k begair wuzu ka sawab nahi milta.Or gusl se pehle wuzu karna bi sunnat he. Lehaza in ka Ehtemam bi karna chahey.:-

  📓Ap k masail or un ka hal📓
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??