🔶Mazoor aadmi ne zuhar ka waqt shuro hone k bad uzar (bimari)ki halat men wuzu kea leken namaz parhne se pehle ya namaz k duran hi uska uzar khatm ho gia.Or phir asar ka pora waqt bi sahi guzar gia to kia hukm he.??
🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫
💢MASAILE WUZU
💢WUZU MAS,ALA NO 4⃣7⃣
🔴SAWAL🔴
🔶Mazoor aadmi ne zuhar ka waqt shuro hone k bad uzar (bimari)ki halat men wuzu kea leken namaz parhne se pehle ya namaz k duran hi uska uzar khatm ho gia.Or phir asar ka pora waqt bi sahi guzar gia to kia hukm he.??
zuhar ki namaz bi dobara parhni parhe gi ya nahi.??
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵
🔷Ab wo aadmi mazoor k hukm men nahi raha.Us ko sihat mand aadmi ki tarah wuzu karna ho ga.Or zuhar ki namaz bi dobara parhe.Kion k namaz khtam hone se pehle hi wo sahi ho gia tha.
Note:Mazoor kis ko kehte hen. is ki Tafseel sawal no.39 men dekh lejey.:-
📓Ahsanul Fatawa📓
Comments
Post a Comment