♦Agar koi aadmi thandak ya swafai wgaira k ley gusl kr raha ho jase aam tor pr gusl karte hen to bi faraiz,e gusl ka khiyal rakhna zarori he.??

💠Bismilla hirrahma nirraheem💠
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫💫      
              💢MASAIL GUSL💢
              💢MAS,ALA NO 11
                    🔴SAWAL🔴

♦Agar koi aadmi thandak ya swafai wgaira k ley gusl kr raha ho jase aam tor pr gusl karte hen to bi faraiz,e gusl ka khiyal rakhna zarori he.??
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
                     🔵JAWAB🔵

🔷agr kisi pr gusl farz, wajib na ho to faraiz,e  gusl ka khiyal rakhna zarori nahi. yani us pr kuch bi farz nahi

⚫Albattat gusl sunnat k mutabiq krne se buhat sara sawab milta he lehaza gusl sunnat tariqe se Karna chahey.

                  📓Kutube Fiqah📓
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤

Comments

Popular posts from this blog

Eid gah me namaz hogayi lekin sheher ki masjido me namaz baqi he to kya qurbani karsakte hen ??

Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??