🔶Magrib se Esha ka waqt buhat thurha sa he.Or Esha se Fajar ka waqt buhat lamba he. Ab kun si namaz k waqt men hisab lagana chahey k aadmi mazoor he ya nahi.??
🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟
💢MASAILE WUZU
💢MAS,ALA NO 4⃣6⃣
🔴SAWAL🔴
🔶Magrib se Esha ka waqt buhat thurha sa he.Or Esha se Fajar ka waqt buhat lamba he.
Ab kun si namaz k waqt men hisab lagana chahey k aadmi mazoor he ya nahi.??
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵
🔷Jab kisi bi namaz ka pora waqt musalsal uzar ki halat men guzar gia to wo mazoor ban jay ga.
Chahy us namaz ka waqt mukhtasr ho jase magrib ka waqt.Or chahy buhat lamba jase Esha ka waqt
Note:Mazoor kis ko kehte hen. is ki Tafseel sawal no.39 men dekh lejey.:-
📓Ahsanul Fatawa📓
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
Comments
Post a Comment