🔶Mazoor aadmi ne zuhar k waqt men wuzu to kar liya leken namaz nahi parhi. Phir jab Asar ka waqt shuro howa to kia Asar k liy us ko dobara wuzu karna parhe ga ya nahi.?
🌸Bismilla hirrahma nirraheem🌸
💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫🌟💫
💢MASAILE WUZU
💢MAS,ALA NO 4⃣3⃣
🔴SAWAL🔴
🔶Mazoor aadmi ne zuhar k waqt men wuzu to kar liya leken namaz nahi parhi.
Phir jab Asar ka waqt shuro howa to kia Asar k liy us ko dobara wuzu karna parhe ga ya nahi.?
🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳🕳
🔵JAWAB🔵
🔷Dobara wuzu krna parhe ga.
Mazoor aadmi ne jis farz namaz k waqt men wuzu kea. wo namaz parhi ho ya na parhi ho.
Jab us namaz ka waqt khatm ho jay ga to us ka wuzu bi toot jay ga.
Jase zuhar ka waqt shuro hone pr wuzu kea to zuhar ka waqt khatm hote hi us ka wuzu bi toot jay ga.
Note:Mazoor kis ko kehte hen. is ki Tafseel sawal no.39 men dekh lejey.
📓Ahkaamo Masail📓
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
Comments
Post a Comment